pas-e-murdan bhi musht-e-KHak mein kaisi ye wahshat haiShayari By 26 Oct 2023 08:23:39 PMSherpas-e-murdan bhi musht-e-khak mein kaisi ye wahshat hai utha karti hai aandhi ban ke khak-e-raegan meri Continue Reading... Share on:
maine har taKHrib mein dekhi hai ek tamir bhiShayari By 26 Oct 2023 08:20:50 PMShermain ne har takhrib mein dekhi hai ek tamir bhi mera mit jaana bhi hai himmat-faza mere liye Continue Reading... Share on:
jise samjha hai tu ai sang-dil mai-KHwariyan meriShayari By 26 Oct 2023 08:18:12 PMSherjise samjha hai tu ai sang-dil mai-khwariyan meri tere khalwat-kade mein hain wo shab-bedariyan meri Continue Reading... Share on:
ek parda sa hai fareb-e-nazarShayari By 26 Oct 2023 08:15:17 PMSherek parda sa hai fareb-e-nazar ye bhi utthe to dekhna kya hai Continue Reading... Share on:
dil-e-haris hi apna na ho saka qaneShayari By 26 Oct 2023 08:12:32 PMSherdil-e-haris hi apna na ho saka qane wagarna tere karam mein to kuchh kami na rahi Continue Reading... Share on:
jo meri chashm ke parde sharik ho jateShayari By 26 Oct 2023 01:17:56 AMSherjo meri chashm ke parde sharik ho jate kamal-e-daman-e-abr-e-bahaar badh jata Continue Reading... Share on: