mahbuba bhi aisi ho

dur kahin
koyal ki ku-ku gunj rahi hai

nil gagan pe kale baadal dol rahe hain
aur kheton mein pagli pawan

hare-bhare makke ke mukh ko chum rahi hai
ek aashiq jo mahbuba se bichhad gaya hai

unchi faslon bans ke jhundon mein wo us ko dhund raha hai
kash ki mera ganw ho aisa

mahbuba bhi aisi ho
rang-birangi titliyan ud kar jis ka pata batati hun


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close