aahat bhi agar ki to tah-e-zat nahin ki lafzon ne kai din se koi baat nahin ki izhaar na aankhen na tahakkum na qarina lahje ne bhi arse se mulaqat nahin ki israr tha mathe pe na aankhon mein nami thi tum ne to riayat bhi mere sath nahin ki tartib diya us ke liye shor-e-ana ko hum ne bhi kai din se bahut raat nahin ki do chaar hawaon ke qadam dhup ke chhinte 'jawed' ne sheron mein nai baat nahin ki
This is a great woh pehli mulaqat shayari. True lovers of main ana shayari will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore shayari israr atal. Please share if you liked this!!!