bilkul tum sa aur tumhaara lagta hun kabhi kabhi main khud ko pyara lagta hun ek nazar us hur ne mujh ko dekha tha khud ko main ab ek sitara lagta hun jitna aap jatati hain har message mein kya main aap ko itna pyara lagta hun shayad meri jit isi mein hoti hai is ke aage haara haara lagta hun mera sher chura kar tum ne sher kaha rishte mein ab bap tumhaara lagta hun hath pakad kar sath khadi ho jati hai logon mein jab main bechaara lagta