ek na ek sham andhere mein jalae rakhiye

ek na ek sham andhere mein jalae rakhiye
subh hone ko hai mahaul banae rakhiye

dil ke hathon se hamein zakhm-e-nihan pahunche hain
wo bhi kahte hain ki zakhmon ko chhupae rakhiye

kaun jaane ki wo kis rahguzar par guzre
har guzargah ko phulon se sajae rakhiye

daman-e-yar ki zinat na bane hum afsos
apni palkon ke liye kuchh to bachae rakhiye


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close