hawa-e-taza mein phir jism o jaan basane ka

hawa-e-taza mein phir jism o jaan basane ka
daricha kholen ki hai waqt us ke aane ka

asar hua nahin us par abhi zamane ka
ye khwab-zad hai kirdar kis fasane ka

kabhi kabhi wo hamein be-sabab bhi milta hai
asar hua nahin us par abhi zamane ka

abhi main ek mahaz-e-digar pe uljhi hun
chuna hai waqt ye kya mujh ko aazmane ka

kuchh is tarah ka pur-asrar hai tera lahja
ki jaise raaz-kusha ho kisi khazane ka


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close