hisar-e-jism se aage nikal gaya hota

hisar-e-jism se aage nikal gaya hota
junun ki aag mein diwana jal gaya hota

hayat ek sahi kaenat ek sahi
hamare ahd ka insan badal gaya hota

hawa ke zor ne patthar uda diye hote
tamam shahr ko tufan nigal gaya hota

main apni nind kisi ghar mein kaise bhul aata
wo mere khwab ke sanche mein dhal gaya hota

na puchh kaisa tha manzar teri judai ka
farishta hota to wo bhi dahal gaya hota


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close