is liye har taraf andhera hai By Ghazal << ghair ke ghar hain wo meh... ghaaliban mere alawa koi ... >> is liye har taraf andhera hai is ilaqe ka chand budha hai ai khalaon mein chikhne wale tu meri khamushi ka beta hai ai hasin sabz jism ke malik ye bata phul kab mahakta hai tum 'qamar' jis mein dub jate ho us samundar mein ek rasta hai Share on: