jhagDe apne bhi hon jab chaak-garebanon ke

jhagde apne bhi hon jab chaak-garebanon ke
kaam hote hue rah jate hain viranon ke

jaise aankhon ke ye do til hon jo tabdil na hon
ghol aate hue jate hue insanon ke

log hi log ude jate hain galiyon galiyon
hum ne kuchh naqshe uchhaale the bayabanon ke

aasman girta hua saf nazar aata hai
baala-khanon mein ye dar khulte hain tah-khanon ke

baat ki aur phir us baat ka matlab puchha
din bure bhi bade achchhe rahe diwanon ke


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close