khula ye raaz ki ye zindagi bhi hoti hai

khula ye raaz ki ye zindagi bhi hoti hai
bichhad ke tujh se hamein ab khushi bhi hoti hai

wo phone kar ke mera haal puchh leta hai
namak-haramon ki category bhi hoti hai

mizaj puchhne wale maza bhi lete hain
kabhi jo dard mein thodi kami bhi hoti hai

yahi to kholti hai dushmani ka darwaza
kharab chiz miyan dosti bhi hoti hai

tum apne qadmon ki raftar par bahut khush ho
ye rail-gadi kahin par khadi bhi hoti hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close