mujhko pyas bujhani hai By Ghazal << ghar se bahar thi na ghar... bhaTak rahi hai andheron ... >> mujh ko pyas bujhani hai is mein kya hairani hai us ki baaton par mat ja us ko aag lagani hai apne-pan ki baat na kar mere liye be-mani hai aahat se ud jati hai titli khub siyani hai jalne wala jaane kyun ab tak pani pani hai Share on: