raat ko maine KHwab ajab sa dekha hai By Ghazal << fitna-gar shoKHi-e-haya k... rakha hai bazm mein usne ... >> raat ko main ne khwab ajab sa dekha hai aage aag hai raushan pichhe dariya hai kamre ke andar to ghutan hai uljhan hai bahar jhank ke dekhen mausam kaisa hai sare rishte tod ke hum to aae the phir ye beach hamare jhagda kaisa hai Share on: