sham kinare utra main By Ghazal << suraj ne jab shab ka laba... salib-e-dard pe wara gaya... >> sham kinare utra main ho gaya reza reza main jangal ki virani mein khamoshi se gunja main tanhai mein raushan hun ek diya yaadon ka main sindh kinare hun 'khurshid' pyas-bhara mashkiza main Share on: