ye aankh nam thi zaban par magar sawal na tha

ye aankh nam thi zaban par magar sawal na tha
hum apni zat mein gum the koi khayal na tha

saja liya hai hatheli pe hum ne us ka nam
is liye to bichhad jaane ka malal na tha

agarche mo'tabar thahre the hum zamane mein
hamare pas to aisa koi kamal na tha

usi ke sath the hum us se be-khabar rah kar
agarche rabta us se koi bahaal na tha

tere hi nam pe ye zindagi kati sari
agarche tera kabhi bhi hamein visal na tha


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close