ye KHauf kam hai mujhe aur chamko jab tak ho

ye khauf kam hai mujhe aur chamko jab tak ho
siyah raat ke sannato tum bhi kab tak ho

musafiro kahin tanhaiyan na ban jaana
ki sath ho bhi agar tum to ek sabab tak ho

ye kaj-adai bahut kam nasib hoti hai
tum apne gham mein akele ho phir bhi sab tak ho

jo log laut ke khud mere pas aae hain
wo puchhte hain ki 'ashhar' yahin pe ab tak ho


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close