ye tan ghira hua chhoTe se ghar mein rahta hai

ye tan ghira hua chhote se ghar mein rahta hai
par apna man ki jo har dam safar mein rahta hai

dhanak ki tarah nikharta hai shab ko khwabon mein
wahi jo din ko meri chashm-e-tar mein rahta hai

visal us ko likhun main ki hijr ka aaghaz
jo ek lamha musalsal nazar mein rahta hai

chalo wo hum nahin koi to hai zarur ki jo
sukun se saya-e-diwar-o-dar mein rahta hai

hai tang jis pe bahut wusat-e-zaban-o-bayan
wo harf ek nigah-e-mukhtasar mein rahta hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close