zalim mere jigar kun kare kyun na phank phank

zalim mere jigar kun kare kyun na phank phank
sikha hai wo nigah ka pata aur ada ka bank

pothi khayal-e-yar ki aai hai jab sin hat
dil ke waraq pe tab seti likhta hun gham ki aank

angushtari kun dil ki banaya hun nazr-e-yar
lakht-e-jigar ke lal kun ulfat ka dekh dank

aata hai yaad phul ke dekhe sin gul-badan
aashiq ka chhilti hai jigar bulbulon ki hank

jaan-e-jahan ka zauq agar hai tujhe 'siraj'
pinhan nigah-e-ghair sin parde mein dil ke jhank


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close