asal mein ye dasht tha

is mein ye dasht tha
is dasht mein

makhluq kab warid hui
khuda malum

lekin
sab bade budhe ye kahte hain

udhar ek dasht tha
jaane kyun un ko yahan

lambi qataron
shahr ki gunjaan galiyon

daftaron
shah-rahon

raston aur resturanon
jalse juluson

railiyon aur
iwan-ha-e-baala-o-zirin mein

khush-libasi ke bharam mein
nachti wahshat nazar aati nahin


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close