aur diya jalta hai KHwab mein

wahi kaenat ki phailti hui zulmaten
wahi surajon ki hai bebasi

yahi ek manzar-e-ruu-ba-ru
mere shash jihat ki dastan

mujhe lamha lamha nigal raha hai
magar kahin

meri khwab raat ke aasman pe koi haala-e-nur hai
jo azal se ta-ba-abad faza-e-fana mein darj hai aisi satr dawam ki

jise masjidon ke ujad taq taras gae
jise dhundte kai din mahine baras gae


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close