band ghar ka raaz By Nazm << silsile sawalon ke qaidi alfaz >> tum ne aankhon ko bosa diya aur unhen band kar ke gae ab ye tum se bhi khul kar nahin puchhtin tum ne aankhon ko bosa diya aur unhen band kar ke gae ek hi raaz rahta hai har band ghar mein ki ghar band rahta nahin Share on: