barsat ki KHushk sham By Nazm << shaffaf rang bakira >> sunahre sabz patte surmai nila sa naranji ba-mail surkh rang aasman khushbu hawa mein bhigi sondhi si abhi suraj dhala hi hai khunuk kamre ki sari khidkiyon ko band kar ke jhankna shishon ke andar se khush-agin mashghala hai Share on: