chand

chand ne jab raat ko
aasman ke auj se

arz par dali nazar
to use tarikiyon mein gharq duniya par taras aaya bahut

aur us ne arz par kuchh tod lane ka irada kar liya
jab wo utra aasman se

to muqaddar ne use latka diya
ek salib-e-nakhl par

aur duniya so rahi thi raat ki aaghosh mein
chand ka kya haal hai

puchhta koi nahin


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close