meri tariKH ka lunDa bazar

sari dukanen ek ek kar ke ghum aaya hun
lekin ab tak nanga hun

sare surma shayad mere qad se bahut bade the
un ke kapde mere jism pe jaane kaise fit aaenge

aisi aisi haibatnak zira-baktar mein chhup kar
main shayad gum ho jaun

is tarikh ke milon phaile bazaron mein
mere nap ka koi coat nahin hai

shayad mere qad ka koi surma mara nahin hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close