nashr mukarrar

wo sham
jab sadken gul-e-surkh se bhari huin thin

aiwan-e-insaf par andhera utar raha tha
main ne

gardan aur kanon ko coat ke lambe collar mein chhupa liya
taki

baqi-manda lahu ki gardish chehre tak na aa sake
ababilen

apne maskanon se diwana-war nikal aain
aur

gumbadon mein bolne wale kabutaron ne chup-chap
apni chonchen

khamosh talab mein dubo din
wo sham

jab khidkiyon mein sab chehre ek jaise nazar aane lagen


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close