saliqa By Nazm << tamasha-gah-e-lala-zar main aur wo >> dewta hai koi hum mein na farishta koi chhu ke mat dekhna har rang utar jata hai milne-julne ka saliqa hai zaruri warna aadmi chand mulaqaton mein mar jata hai Share on: