tum tesha-e-baghban se kyun muztar ho Admin Raaz Allahabadi Shayari, Rubaai << ek sail ruka hua hai anda... sarmaya-e-eatibar de den ... >> tum tesha-e-baghban se kyun muztar ho shayad ye qalam hi nakhl bar-awar ho miqraaz-e-ajal hai qata-e-shakh-e-nabaat mumkin hai isi mein raaz-e-jaan muzmar ho Share on: