is andhere mein na ek gam bhi rukna yaroShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheris andhere mein na ek gam bhi rukna yaro ab to ek dusre ki aahaten kaam aaengi Continue Reading... Share on:
apni aahaT pe chaunkta hun mainShayari By 23 Nov 2020 09:48:37 PMSherapni aahat pe chaunkta hun main kis ki duniya mein aa gaya hun main Continue Reading... Share on:
KHwahish ke KHwabShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmghar tha ya koi aur jagah jahan main ne raat guzari thi yaad nahin ye hua bhi tha ya wahm hi ki ayyari thi ek anar ka ped bagh mein aur ghata matwari thi aas-pas kale parbat ki chup ki dahshat tari thi [...] Continue Reading... Share on:
pahle to uski yaad ne sone nahin diyaShayari By 05 Nov 2020 01:11:04 AMSherpahle to us ki yaad ne sone nahin diya phir us ki aahaton ne kaha jagte raho Continue Reading... Share on:
koi halchal hai na aahaT na sada hai koiShayari By 04 Nov 2020 01:12:44 AMSherkoi halchal hai na aahat na sada hai koi dil ki dahliz pe chup-chap khada hai koi Continue Reading... Share on:
kaun aaega yahan koi na aaya hogaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkaun aaega yahan koi na aaya hoga mera darwaza hawaon ne hilaya hoga Continue Reading... Share on: