id aai hai

Shayari By

gulshan-e-zist pe pur-kaif ghata chhai hai
rukh pe har phul ke ek husn hai ranai hai

ab kali firqa-parasti ki hai murjhai hai
har taraf jashn-e-masarrat hai ki id aai hai [...]

id

Shayari By

khuli hai khatm-e-marahil pe surat-e-manzil
ye ek sabr ka samra hai waza-daron ko

gulu ka shahad bar aaya lab-e-shahadat par
tulua-e-mah-e-mubarak ho intizaron ko [...]

id ke roz

Shayari By

id ke roz gale kis ko lagae koi
wo na hon pas to kya id manae koi

pas hote bhi agar mere to hasil kya tha
un ko ye zid hai gale se na lagae koi [...]

id

Shayari By

kaho ye mughanni se gae chala ja
nawa-e-masarrat sunae chala ja

masarrat ke muzhde ko lae chala ja
zamane ko be-khud banae chala ja [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close