ghar-damad ki mushkilen

Shayari By

jaana tha sasural se mushkil rahne mein ruswai thi
hum ne tere jahan mein maula kaisi qismat pai thi

sas susar ki khidmat mein hamein sara din lag jata tha
phir bhi hum ko biwi ne har baat pe dant pilai thi [...]

ghar-damad ka pachhtawa

Shayari By

ghar-damadi kar ke main ne khud ko liya janjal mein dal
main samjha tha aish karunga lekin jina hua muhaal

naukar hun damad nahin hun karta hun ghar ke sab kaam
thakan se haal kharab hai mera pila ho gaya man ka lal [...]

biwi ki fariyaad

Shayari By

pahle kya kam thi musibat mere ghar mein ki ab
ho gae hain mere sartaj ghazal-go shair

hasb-e-dastur pade rahte hain sochon mein gum
na wo mere liye ghar mein hain na ghar se bahar [...]

biwi ki amman

Shayari By

teri man agar na hoti to mujhe qarar hota
na wo aati mere ghar mein na main zer-e-bar hota

zara dekh us ke nakhre nahin khati dal roti
main khilata us ko sadqa jo yahan mazar hota [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close