nazr-ahmad-faraaz

Shayari By

phir rasm zamane ki nibhane ke liye aa
mil kar ke gale id manane ke liye aa

sur tal nae phir se milane ke liye aa
dholak pe zara thap lagane ke liye aa [...]

nanak

Shayari By

qaum ne paigham-e-gautam ki zara parwa na ki
qadr pahchani na apne gauhar-e-yak-dana ki

aah bad-qismat rahe aawaz-e-haq se be-khabar
ghafil apne phal ki shirini se hota hai shajar [...]

taswir-e-rahmat

Shayari By

teri tauqir se tauqir-e-hasti hai guru-nanak
teri tanwir har zarre mein basti hai guru-nanak

teri jagir mein irfan ki masti hai guru-nanak
teri tahrir auj-e-haq-parasti hai guru-nanak [...]

shahid bhagat-singh

Shayari By

zindan mein shahidon ka wo sardar aaya
shaida-e-watan paikar-e-isar aaya

hai dar-o-rasan ki sarfaraazi ka din
sardar bhagat-singh sardar aaya [...]

iqbaal se ham-kalami

Shayari By

kal azan-e-subh se pahle faza-e-quds mein
main ne dekha kuchh shanasa suraten hain ham-nashin

the hakim-e-sharq se shaikh-e-mujaddid ham-kalam
gosh-bar-awaz sab danish-waran-e-ilm-o-din [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close