aani jaani har mohabbat hai chalo yun hi sahi jab talak hai khub-surat hai chalo yun hi sahi hum kahan ke dewta hain bewafa wo hain to kya ghar mein koi ghar ki zinat hai chalo yun hi sahi wo nahin to koi to hoga kahin us ki tarah jism mein jab tak hararat hai chalo yun hi sahi maile ho jate hain rishte bhi libason ki tarah dosti har din ki mehnat hai chalo yun hi sahi bhul thi apni farishta aadmi mein dhundna aadmi mein aadamiyyat hai chalo yun hi sahi jaisi honi chahiye thi waisi to duniya nahin duniya-dari bhi zarurat hai chalo yun hi sahi
This is a great akbaruddin owaisi shayari image. True lovers of mehnat ki kamai shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this marathi kavita aani shayari is truly a work of art. Please share if you liked this!!!