ab ke mausam mein tera shahr wo kaisa hoga meri marzi ke bina chand nikalta hoga kaise kah dun ki mujhe kis ne hain barbaad kiya apna aaya ho meri baat se rukhsat hoga ye koi baat hai jo tujh ko batai jae sham ke waqt udasi ka sabab kya hoga ab ki sardi mein kahan hai wo alaw sina ab ki sardi mein mujhe khud ko jalana hoga tujh se milne ki kai din se tamanna hai mujhe tu kabhi jism se bahar to nikalta hoga