aise bhi kuchh log hain jo din bhar ki kamai kho dete hain

aise bhi kuchh log hain jo din bhar ki kamai kho dete hain
phir jhat pat karte taron ki chhanw mein baithe ro dete hain

raushan raushan harfon mein hum din bhar jo kuchh likh pate hain
zulmat ke kale pani se raat ko wo bhi dho dete hain

ab tu hi hamare chaara-gar kar un ka mudawa duniya mein
jo din bhar to phul chunen aur raat ko kante bo dete hain


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close