chalega nahin mujh pe fuqara tumhaara hata lo ki khanjar hai jhuta tumhaara manaen to ab jaan de kar manaen qayamat hai ye ruth jaana tumhaara bade sidhe sade bade bhule bhaale koi dekhe is waqt chehra tumhaara bacha hai jo saghar mein kyun phenkte ho hamein de do hum pi len jhuta tumhaara ye kya hai sabab aaj chup chup ho pyare batao to kyun ji hai kaisa tumhaara uthane pade khak se dal ke tukde bada pyar tha pyar dekha tumhaara khuda ke liye han nahin kuchh to kah do ki munh tak rahi hai tamanna tumhaara ilaj us ke bimar ka tum karoge kahin dil chala hai masiha tumhaara chala 'shaer' zar taslim lijiye bhala ho bhala mere data tumhaara