hairan main pahli bar hua zindagi mein kal apni jhalak dikhai padi thi kisi mein kal mahaul mein saja ke andheron ka ek fareb jugnu ko main ne dekh liya raushni mein kal achchhe nahin ki haal pe mazi ka ho asar na puchh aaj jo bhi hua be-kali mein kal kausar ki mauj shukr ke sajde mein gir pade kiya jaane main ne kya kaha tishna-labi mein kal kya jaane qatilon ko nahin hai ki hai khabar bahr-e-tawaf aaega 'amabar' gali mein kal