itne chehre hain sabhi par pyar raushan hai

itne chehre hain sabhi par pyar raushan hai
kya khabar chehron ke pichhe kaun dushman hai

dur tak pahuncha ke hum apni sada khush hain
warna samjhen to ye apna khokhla-pan hai

log tinke adh-jale cigarette ke tukde
apni duniya rakh aur tinkon ka bartan hai

kar rakhe the band us par main ne darwaze
ghar mein ab kitni ghutan hai kitni silan hai

khinch kar alfaz ko lata to hun lekin
aaj ke safhat par phislan hi phislan hai

tum bhi apni pusht par ek poster rakh lo
aaj-kal sunte hain kuchh aisa hi fashion hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close