janam janam ki takan hoti na baal-o-par mein jo chand lamhe guzar leta tari nazar mein chale ho ghar se to kaam aaenge sath le lo wafa ki khushbu wafa ka saya kade safar mein riwayaton se gurez kaisa chalo jagaen nasib soya hua hai apna isi khandar mein ghazab ka sud-o-ziyan hai apne mizaj mein ab bala ki thandak utar chakki hai rag-e-sharar mein kabhi to sara jahan hum ko laga hai apna kabhi nazar aae ajnabi se khud apne ghar mein gal aur titli pe tabsira kya 'nadim' karte bujhe hoe dil jale makanat the nazar mein