jo dagh ban ke tamanna tamam ho jae By Ghazal << KHwahish-e-aish nahin dar... jaan-sapari ke bhi arman ... >> jo dagh ban ke tamanna tamam ho jae hamein to khun bhi rona haram ho jae shabab-e-dard meri zindagi ki subh sahi piyun sharab yahan tak ki sham ho jae yahi hai maslahat intiha-e-raaz 'akhtar' jahan mein rasm-e-mohabbat na aam ho jae Share on: