KHud ko aasan kar rahi ho na By Ghazal << sukun-parwar hai jazbaati... kasa-leson ne jo thi nazr... >> khud ko aasan kar rahi ho na hum pe ehsan kar rahi ho na zindagi hasraton ki mayyat hai phir bhi arman kar rahi ho na nind sapne sukun ummiden kitna nuqsan kar rahi ho na hum ne samjha hai pyar par tum to jaan pahchan kar rahi ho na Share on: