meri manind khud-nigar tanha ye surahi mein phul nargis ka itni shamen thin teri yaadon ki apna saya bhi apna saya na tha mere nazdik teri duri thi koi manzil thi koi aalam tha hae wo zindagi-fareb aankhen tu ne kya socha main ne kya samjha subah ki dhup hai ki raston par munjamid bijliyon ka ek dariya ghungruon ki jhanak-manak mein basi teri aahat! main kis khayal mein tha phir kahin dal ke burj par koi aks faslon ki fasil se ubhra phul murjha na jaen bajron mein manjhiyo koi git sahil ka waqt ki sarhaden simat jatin teri duri se kuchh baid na tha umr jalti hai bakht jalwon ke zist mitti hai bhag mitti ka rahen dardon ki chaukiyan chaukas phul lohe ki bad par bhi khila jo khud un ke dilon mein tha tah-e-sang wo khazana kisi kisi ko mila lakh qadren thin zindagani ki ye muhit ek ajib zawiya tha hai jo ye sar pe gyan ki gathri khol kar bhi ise kabhi dekha roz jhukta hai ku-e-dil ki taraf kakh-e-sad-baam ka koi zina