naya ab silsila joDa na jae By Ghazal << kisi ki chashm-e-gurezan ... saqi hai garche be-shumar... >> naya ab silsila joda na jae puranon ko magar toda na jae mujhe jo chhod jaana chahta hai agar jae to phir thoda na jae bahut nuqsan karti hai khudi ka ana ka rukh agar moda na jae tamanna aasmanon ke safar ki magar aangan ki bas chhoda na jae Share on: