parinde hote agar hum hamare par hote

parinde hote agar hum hamare par hote
zara si der mein ek dusre ke ghar hote

bala se hijr ki raaten tawil-tar hotin
magar na wasl ke din itne mukhtasar hote

hum apne markaz-o-mehwar se kat gae warna
us ek dar ke jo hote na dar-ba-dar hote

tumhaari chah mein itna to hum se ho sakta
tumhaari rah mein phulon bhara shajar hote

amir-e-dasht ka sunsan rasta hota
aur ek sham ko hum donon ham-safar hote


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close