qarar pate hain aaKHir hum apni apni jagah

qarar pate hain aakhir hum apni apni jagah
ziyaada rah nahin sakta koi kisi ki jagah

banani padti hai har shakhs ko jagah apni
mile agarche ba-zahir bani-banai jagah

hain apni apni jagah mutmain jahan sab log
tasawwuraat mein mere hai ek aisi jagah

gila bhi tujh se bahut hai magar mohabbat bhi
wo baat apni jagah hai ye baat apni jagah

kiye hue hai faramosh tu jise 'basir'
wahi hai asl mein tera maqam teri jagah


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close