rah-e-wafa mein rahe ye nishan-e-KHatir bas

rah-e-wafa mein rahe ye nishan-e-khatir bas
baghair nam ho mazkur har musafir bas

hazar wadi-e-tarik se guzarta hua
ye ishq chahta hai ho tera muasir bas

tawil marhala-e-justuju bhi tha darpesh
so ittifaq nahin tha hua wo zahir bas

phir is ke baad sabhi ho gaya idhar ka udhar
wo ek lamha-e-maujud mein tha hazir bas

ye ek jazira-e-be-rah bhi nahin rahna
to kya qarib hai wo majma-ul-jazair bas


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close