saz de ke taron ko chheD to diya tumne

saz de ke taron ko chhed to diya tum ne
saz-e-dil ke taron ki baat bhi suni hoti

hum jo shoala-e-jaan ki lau na tez kar dete
aaj gham ki rahon mein kitni tirgi hoti

un se chhed dete hum rang-o-nur ki baaten
dastan-e-shauq apni khud hi chhid gai hoti

shikwa-e-karam kyun hai wo agar karam karte
aur bhi mohabbat ki pyas badh gai hoti

ahl-e-dil wahan se bhi naghma-zan guzar aae
lai jahan mohabbat ki tut hi gai hoti


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close