tere dar tak aaun main By Ghazal << chehra to chamak damak ra... phir tera shahr teri rahg... >> tere dar tak aaun main aaina ho jaun main manzil apni dhunde wo aur rasta ho jaun main us ka koi zikr na ho aur ruswa ho jaun main sab ke dawe wajib hain kis ke hisse aaun main tanhai ko sath liye bhid nahin ho jaun main Share on: