kahi an-kahi

kuchh na kahna bhi bahut kahna hai
lafz sine mein hi ruk jaen to phir baat kahan hoti hai

lekin alfaz ke atraf jo wo
ek chashm-e-nigaran hoti hai

usi chashm-e-nigaran ke sadqe
aankh agar khushk nazar aae bahut roti hai

zindagi khwab hai taswir teri suti hai
khwab tha ya aalam-e-bedari tha

teri taswir thi ya tu, tujhe kab dekha tha
ab to kuchh yaad nahin aata hai sadiyan guzrin

han magar ye ki tera nam liye
khushk aaankhon ke kinare kai nadiyan guzrin


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close