sham ki uDan

sham ke surmai andhere mein
ek parinda udan bharta hai

chahta hai kisi ka sath mile
raat ki be-qarariyon ka azab

yaad kar ke wo kanp uthta hai
is liye sham ke dhundalke mein

ghonsle ko wo chhod deta hai
aur musalsal safar mein rahta hai

lekin us ka safar sada ki tarah
tishnagi ka azab sahta hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close