tawazun

barson baith ke sochen phir bhi
hath ke aage pada niwala

aap halq ke par na jae
ye adna nakhun tak shayad badhte badhte

jal bichhaen
gyan nagar behad dilkash hai

lekin us ke raste mein jo khar pade hain
kaun hatae

sadiyon ki sochon ka muraqqa
tute hue us but ko dekho

hare-bhare khud-raw sabze ne gher rakha hai
farq kushada se chidiyon ki yaad-dahani

chah-e-zaqan pe kai jami hai
ho sakta hai shayad us ko gyan mila ho

ho sakta hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close