pyar kiya to Darna kya jab pyar kiya to Darna kyaShayari By 09 May 2022 02:31:14 AMGhazalpyar kiya to darna kya jab pyar kiya to darna kya pyar kiya koi chori nahin ki chhup chhup aahen bharna kya aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chahe zamana maut wahi jo duniya dekhe ghut ghut kar yun marna kya [...] Continue Reading... Share on:
nasib mein jis ke jo likha tha wo teri mahfil mein kaam aayaShayari By 09 May 2022 02:29:51 AMGhazalnasib mein jis ke jo likha tha wo teri mahfil mein kaam aaya kisi ke hisse mein pyas aai kisi ke hisse mein jam aaya main ek fasana hun bekasi ka ye haal hai meri zindagi ka na husn hi mujh ko ras aaya na ishq hi mere kaam aaya [...] Continue Reading... Share on:
mili KHak mein mohabbat jala dil ka aashiyanaShayari By 09 May 2022 02:28:30 AMGhazalmili khak mein mohabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak haqiqat wahi ban gai fasana ye bahaar kaisi aai jo khizan bhi sath lai main kahan rahun chaman mein mera lut gaya thikana [...] Continue Reading... Share on:
koi saghar dil ko bahlata nahinShayari By 09 May 2022 02:27:06 AMGhazalkoi saghar dil ko bahlata nahin be-khudi mein bhi qarar aata nahin main koi patthar nahin insan hun kaise kah dun gham se ghabraata nahin [...] Continue Reading... Share on:
kuchh aur zamana kahta hai kuchh aur hai zid mere dil kiShayari By 09 May 2022 02:16:37 AMGhazalkuchh aur zamana kahta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamane ki manun ya baat sunun apne dil ki duniya ne hamein be-rahmi se thukra jo diya achchha hi kiya nadan hum samjhe baithe the nibhti hai yahan dil se dil ki [...] Continue Reading... Share on:
yunhi dil ne chaha tha rona-rulanaShayari By 08 May 2022 11:49:56 AMGhazalyunhi dil ne chaha tha rona-rulana teri yaad to ban gai ek bahana hamein bhi nahin ilm hum jis pe roe wo biti ruten hain ki aata zamana [...] Continue Reading... Share on: